Home/ Punjabi Poetry of Hazrat Khwaj

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaj 7.0 MOD APK for Android

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaj
Version 7.0
Update Time October 12, 2025
Category Information Reading
Size 16.55MB
8.2
1
2
3
4
5

Punjabi Poetry of Hazrat Khwaj A Ghulam Fareed of Kot Mithan (Sindh) Sarkar Ra

Kalam khwaja ghulam fareed ra 26 zeeqaad 1261 hijri 1833 mai chachraan shareef main paida howay. Aap kay walid ka naam hazrat khuda bakhsh ra tha.

Jab apki umer chaar saal hoe to apki walida sahiba ka intertiqaal ho gya. Walida sahiba kay intiqal kay sirf chaar baras baad ap kay walid e garaami ka saya bhi ser say uth gaya. Walidain kay intiqaal kay baad apki taleem o tarbiyat ki zimmadaari apkay apkay brother buzurg hazrat khwaja fakhr ud din ra nay sambhaali. Woh Persian Kay Boht Baray Poet THAY.

Jub aap kay walid e girami ki wafaat hoe to waalie bahawalpur aap kay brother hazrat fakhruddin rae derkhwast ki kay kay apki perwarish aur taleem O tarbiyat shahiy mehi mehi mehi mehi mehi mehi mehi mehhi me So apki perwarish boht he shahaana andaz main hoe pher bhi aap main tamaam ter derwaishana khasoosoosiyat mojood theen. Aap nay bahawalpur kay desert main ibadaat aur mujahiday kiye. Wahan aap nay aik jhonmpri bana li the aur wahin rehtay thay.

Aap ka kalaam soz o gudaaz say bhara howa hai isliye apka kalaam apnay ander asar rakhta hai. Aap Nazriya e Wahdat Ul Wajood Kay Qaayel THAY. Aap 6 Rabi Us Saani 1319 Hijri 2 July 1901 ko is jahaan e faani saying wisaal ferma gaye.

What's new in the latest version 7.0

Last updated on Apr 12, 2018 in the latest version 7.0, Accidental appearance of full screen ads has been full removed