Home/ HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel

HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel 10.0 MOD APK for Android

HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel
Version 10.0
Update Time May 17, 2025
Category Information Reading
Size 40.31MB
9.4
1
2
3
4
5

" HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel " Kay Perhnay Saiy Mushkilat Kaa Khaatimaa

Quran e paak is a source of guidance for the mankind. Recitation of the ayaat e mubarikas of Quran e paak is a main source of blessings and rewards. In addition, by reciting these ayaats of Quran we get the worldly benefits also. A number of problems are being solved or finished by the recitation of these holy ayaats.

One of such ayaats of Quraan is " HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel naimal maula wa naiman naseer". Hazrat Sheikh Abu Al Hassan Shazli Ra Nay "Sirr Ul Jaleel" Kay Unwaan Say Aik Kitaab Tasneef Ki Jis Main " HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel " Kay Khwaas Ka Byaan Hai. "Sirr ul jaleel" say is ayaa kay khwas ko is application main shamil kiya gya hai.

Is ayait ki shan main following Hadees e mubarika hai:

Huzoor paak saw nay fermaya, "Hamain allah kaafi hai aur wahi sab kaam saapurd kernay kay liye acha hai. Her Runj O Gham Aur Mushkil Kay Liye Her Nimaz Kay Baad Saat Martaba Perhain. Ibrahim as ko jub aag main daala gya to unka kalama yahi tha.

Hazrat Baba Fareed Ra is Ayait Kay Baaray Main Aik Hakayat Byaan Kertay Howay Fermataay Hain (Wallah O alam) Wazeer say us nay kaha k bata main karoo jis say log mere khudaai kay qaail ho jayen. Wazeer boht hi makkar shakhs tha oos nay adaab bja la ker arz kiya kay main do baaton kay baaray main main arz kerta hoon ... ap khud khyal frma lijiye. Aager ap ker sken to arz kroon. Badshah nay kaha zaroor byan kro.

Is per qazeer nay kaha k shehr main jitnay b allah ka zikr kernay walay hain sab ko maut ko maut kay ghaat utrwa di jiye is kay baad kay baad kay baad kay dil main dil dil dil dil dil di dil di dil nahin ayae jo tu dawa kray ga chal jaye ga. So Badshah Nay ISI Tarah Kiya.

Pher wazeer nay kaha aik kaam aur kro jitnay b talib Ilm hain unko khatam kr dalo. Because Jub Ilm seekhnay wala koe na rahay ga to tere khudaee pakki ho jaye ge to badshah nay unhain b khatam ker diya.Jab shehr main deen deen deen deen deen phailaanya waalay khatam ho gumrahii phail gye aur badshah nay khudai daawa ker diya aur Hazrat Hassan Basri RA kay potay ko giriftar ker liya. Wo " HasbunAllah e Wa Naimal Wakeel " kasrat say perha kertay thy. Ooon ko jab badshah kay samanay paish kiya gya to badshah takht say utr kr maazrat kernay laga aur unko reha kernay ka hukam diya.

Onko rukhsat kernay k baaad badshah kehnay lagaa k jub buzurg aye thay to unkay dain bayen do anacondas daikhay jo k zameen say aasman tak mojhay khanay khanay khanay khanay khanye tayyar thayar thray Yeh daikha to oos buzurg ko rehaa kr diya.

Allah Say Dua Hai K Wo Her Aik Ko Kitab Haza Say Estafaada Kernay Ki Tfeeq Merhamat Fermaye Aur Aqa E Do Alam Huzoor Saw K Taufail Her Aik Ki Mushkil Asaan Fermaye.

What's new in the latest version 10.0

Last updated on Mar 19, 2019 some changes are made in the latest session